Privatization ek aisa amal he jisme hakomati idaron ko ya to mukamal tor pe bech dia jata he ya phr uske chand hisy farokht kardia jaty hn.in idaron me banking sectors, commercial idary,telecom sectors, zarai idary shamil hoty hn .amoman in idaron ko privatize kia jata he jo ya to hakomat k control me ni hoty ya to wo idary hakomat ko shadid nuksan pohancharai hoty hn.ya mustakbil me nuksan pohancha skty hn.
Amoman dunya bhar me privatisation ka amal nihayat shafaf andaz me hota he .inhi makasid ko hasil karny k lia privatisation ki jati he.lakin uske bar aks bad kismati se pakistan me siasi mudakhlat ki waja se privatization ka amal ghair shafa hota he.
Amoman aisy idaron ko privatize kardia jata he jo mulki khazanon ko mali faida pohancharai hoty hn.
Siasi shakhsiat ka in idaron ki farokht me amal dakhal hota he jo k badnomani karty hn or mali fawaid hasil karty hn.
me rai ye he k is amal ko sara sar khatam kardena chahia q k zada tar awam hakomati idaron ko tarjeeh dety hn.or jb inhe ko farokht kardia jai ga to gharib awam kahan jai gi...
No comments:
Post a Comment